Adhure the kabhi hum bhi kisi ek mod par Azhar Safar ba safar Urdu zabaan kaamil bana diya
Category: Urdu Poetry
Shauq Ko Aazime Safar Rakhiye/ शौक़ को आज़िम-ए-सफ़र रखिए / निकहत इफ्तिखार
Shauq Ko Aazime Safar Rakhiye Bekhabar Banke Sab Khabar Rakhiye Chahe Nazrein Ho Aasmanon Par Paon Lekin Zameen Par Rahkhiye Baat Hai Kya Yeh Kaun Parkhega Aap Lehje Ko Purasar Rakhiye Jaane Kis Waqt Kooch Karna Ho Apna Saaman Mukhtasar Rakhiye Dil Ko Khud Dil Se Raah Hoti Hai Kis Liye Nam A Bar Rakhiye… Continue reading Shauq Ko Aazime Safar Rakhiye/ शौक़ को आज़िम-ए-सफ़र रखिए / निकहत इफ्तिखार
Meri Chahat Ki Bohat Lambi Saza Do Mujhko / मेरी चाहत की बहुत लम्बी सज़ा दो मुझ को / निकहत इफ्तिखार
Meri Chahat Ki Bohat Lambi Saza Do Mujhko Karb E Tanhai Mein Jeeney Ki Dua Do Mujheko Fun Tumhara Tou Kisi Aur Se Mansooh Howa Koi Meri Hi Ghazal Hi Akar Suna Do Mujhko Haal Behaal Hai, Tareek Hai Mustakbil Bhi Ban Pare Tum Se Tou Maazi Mera La Do Mujhko Akhri Shama Hoon Mein… Continue reading Meri Chahat Ki Bohat Lambi Saza Do Mujhko / मेरी चाहत की बहुत लम्बी सज़ा दो मुझ को / निकहत इफ्तिखार
قلم اٹھتا ہے تو سوچیں بدل جاتی ہیں
قلم اٹھتا ہے تو سوچیں بدل جاتی ہیں اک شخص کی محنت سے ملتیں تشکیل پاتی ہیں کیا خوب تھا وہ شخص جس نے دنیا کو بتایا کس طرح غوروفکر سے بےنام قوم نام پا جاتی ہیں گر لکھنے بیٹھوں تو بہت کچھ لکھوں اس ذات پر جس پڑھنے کے لیے ہر صاحب فہم کو… Continue reading قلم اٹھتا ہے تو سوچیں بدل جاتی ہیں
Abr e Bahar Ab Ke Bhee Barsa Parey Parey
Abr e bahar ab ke bhe barsa prey prey Gulshan ujaar ujaar hen jangal harey harey Janey ye tashnagi he hawas he ke khud kushi jaltey hen sham hi se jo saghar bharey bharey Hai dil ki maut ahd e wafa ki shikastagi Phir bhi jo koi tark e mohabbat krey krey Ab apna dil… Continue reading Abr e Bahar Ab Ke Bhee Barsa Parey Parey
Akhiri Tis Azamane Ko
Akhiri Tis Azamane Ko Ji To Chaha Tha Muskurane Ko Yad Itni Bhi Sakht Jan To Nahin Ik Gharaunda Raha Hai Dahane Ko Sangrezon Main Dhal Gaye Ansu Log Hansate Rahe Dikhane Ko Zakhm-E-Nagma Bhi Lau To Deta Hai Ik Diya Rah Gaya Jalane Ko Jalane Vale To Jal Bujhe Akhir Kaun Deta Khabar Zamane… Continue reading Akhiri Tis Azamane Ko
In Shokh Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai
In Shokh Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai Aur Inki Adaon Men Maza Aur Hi Kuchh Hai Ye Dil Hai Magar Dil Men Basa Aur Hi Kuchh Hai Kah Do Mujhe Kya Tumne Suna Aur Hi Kuchh Hai Dil Aaina Hai Jalwa-Numa Aur Hi Kuchh Hai Kuchh Aur Hi Samjhe The Hua Aur Hi… Continue reading In Shokh Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai
Kyun Asir-E-Gesu-E-Kham-Dar-E-Qatil Ho Gaya
Kyun Asir-E-Gesu-E-Kham-Dar-E-Qatil Ho Gaya Hae Kya Baithe-Bithae Tujhko Ai Dil Ho Gaya Har Bagula Dasht Ka Laila-E-Mahmil Ho Gaya Dil Ka Har Arman Fida-E-Dast-E-Qatil Ho Gaya Usne Talwaren Lagain Aise Kuchh Andaz Se Intizar Us Gul Ka Is Darja Kya Gulzar Men Nur Aakhir Dida-E-Nargis Ka Zail Ho Gaya Ye Bhi Qaid Ho Hi Gaya… Continue reading Kyun Asir-E-Gesu-E-Kham-Dar-E-Qatil Ho Gaya
ہمیشہ جوش گریہ سے رہا پانی میں اے آتش
Poet: Aatish Haider Ali ہمیشہ جوش گریہ سے رہا پانی میں اے آتش کبھی تازہ نہ لیکن اپنے دل کا یہ کنول پایا مری آنکھوں کے آگے آئے گا کیا جوش میں دریا ہمیشہ صورت ساحل ہے یاں آغوش میں دریا وہ حد کم ظرف ہیں جو ایک ساغر میں بہکتے ہیں نہیں قطہ بھی… Continue reading ہمیشہ جوش گریہ سے رہا پانی میں اے آتش
ہنر سے نیاریوں کے حال یہ ظاہر ہوا ہم کو
Poet: Aatish Haider Ali ہنر سے نیاریوں کے حال یہ ظاہر ہوا ہم کو مقدر میں جو دولت ہو تو زر ہو خاک سے پیدا سحر سے شام تک چلتی ہیں لاتیں وصل کی شب میں محبت کی ہے کس گستاخ کس بیباک سے پیدا کیا ہے اپنے غنچے سے دہن میں تونے جو اس… Continue reading ہنر سے نیاریوں کے حال یہ ظاہر ہوا ہم کو