Naraazgi

  Yun humse rooth kar kab tak rahogi jaaneman Nashaad hone ka shabab ek baar to de de. Kar dun tumhare naam gulishtan sare jahan ka Chehre pe tabassum ki jhalak ek baar to de de.

Laqab zamane ka

  Laqab zamane ka kis qadar ekhtiyar karun Sabab ye hai ke inkaar ya ekraar karun Motiyon ko piroya hai kachhe dhagon mein Tootne se qibl tera ebadat eftikhar karun Qismat se mujhko kya gila nasha me nasabur hun Is ghame tufail me kyun na jaan nisar karun Gham ishq me ashk se shailaab bana… Continue reading Laqab zamane ka

Khyalon me ek shaher

  Khyalon me ek shaher meri jageer ban gayi Abo hawa ki nisbat me ye taseer ban gayi Na hi khak paya hai or na koi daulat Jo tha bacha kucha meri taqdeer ban gayi

Khawab

  Likh diya hai naam mere naam ki tarah Kar gaya ye kaam bhi har kaam ki tarah Main bhi kaatib tha ek zamaane ka adeeb Tohfe me de gaya kalam aan baan ki tarah Usne chhed di mujhe ghazlon ki waar se Takraata raha har waar daro deewar se Likh deta shahro saaj ek… Continue reading Khawab

Kasoor bhi nahi

  Kasoor bhi nahi or aisi riyasat nahi meri Tahjeeb tar karun aisi siyasat nahi meri Faqat har pahlu ko tahjeeb ki nazro me utara Jo bhi hoon aaj main yahan ye virasat nahi meri Apne ho ya begane ho hain to isi mulk ke Karun qaum se baghawat ye sarafat nahi meri Hue the… Continue reading Kasoor bhi nahi