Khak me mil jaye ya

 

Khak me mil jaye ya mit jaye is jahan se
Zaban ka jayka hai jo niklega zaban se
Jism ko taqmeel kiya khuda ke nafarmano ne
Phir bhi ruh parwaaz kar gayi jism jaan se
Zabaan diya hai kisi ko mera bhi kuchh wajood hai
Jo teer nikla hai wapis aata nahi kamaan se
Etaab ko khushi ke chadar me lapet dal
Ke aa dekh sirat ka ghul taseer tarzuman se
Mila nashad badnasibi bandagi ke baad bhi
Koi kab mangta hai ab is jahan ke insaan se
Taajub nahi koi mujhe ek sach hi to kaha tha
Tasawwuf ka tasweer dikhaya tha imaan se
Dard gham ke mehfil me sharik tha mai bhi
Kabhi aanat ka pata milta nahi ehsaan se
Ataf azeem na kar kabhi kise se Azhar
Arzmand bhi hota hai qalb ke armaan se