Kal tak jo may se anjaan tha ab peena seekh gaya Gam-e-judaai me mar mar ke jeena sikh gaya
Category: Azhar Sabri
Azhar Sabri (Urdu: اظہر صابری ) born 10 January 1990, is an Indian Urdu Poet, Writer, and Engineer. He has written poetry of various genres including Love, Love lost, Motivational/Nationalism, Social, and young adult.
Education and Career:
After high school in 2005 (SSC)and higher secondary studies in college Higher Secondary (School)Certificate HSC from mirza ghalib college Gaya in 2007, he studied computer at the Jetking Infotrain, an affiliated institute and graduated from Magadh University in 2014 with an English language degree After graduation, he worked at a Pc Solution for a while.
Basically belong from a remote village belwar which is in gaya district bihar, very backward in the field of education, but very tough life not so easy to manage. completed matriculation and moved to gaya for intermediate. He involved in the field of writing from there faced alot of problem for the
english language.
He got admission with english(hons) in degree for language improvement, but not get response very well, because of there were not any source to promote my skills, also participated many social and college function to improve language and remove hesitation which was intend inside. but never think to pen down as per intention, after completion of graduation from magadh university joined pc solution as a Desktop support engineer and served around 2 years. and continued to write and written on many genres of poetry. and also penning up for write a book and hope it would be come out soon.
Ley Ke Koi Khabar Nhi Aata
ley ke koi khabar nhi aata Ab to qaasid idhar nhi aata Lot aany ka waadah karte hyn, Par koi lot kr nhi aata Kab se palkein bichay betha hoon, Chand kyonkar nazar nahi aata Apni hasti mita deta azhar, Tuu agar Waqt per nahi aata
Yeh Zamana Mujhe Jeene Nahi Deta
Yeh zamana mujhe jeene nahi deta Or yeh mekhana mujhe marne nahi deta
Jo Kho Diya Usey
Jo Kho diya usey, paane ki Arzoo to nahi? Jiski talash hai wo, kahin Roobaroo to nahi?
Ghar Me Taare Hazaar Laaya Hoon
Ghar me taare hazaar laaya hoon Chaand chhat pe utaar laaya hoon Bohot roka samandar ne mujhe Phir bhi kashti ko paar laaya hoon
Beete Hue Main Kuch Haseen Pal Likh Gaya
Beete hue main kuch haseen pal likh gaya Dhire dhire main ek nayi ghazal likh gaya
Ek Koh E Gham Liye Betha Hoon
Ek koh e gham liye betha hoon Log kahte hain piye betha hoon Koo e Jana me hui he jab se shikast Tab se hothon ko siye betha hoon
Kal Raat Chandani Thi
Kal raat chandani thi, mousam mein nami thi halki si woh barsaat or barf jami thi Per raas na aya, aster woh nazara Mai tha, meri tanhaayi, bas teri kami thi
Zameen talak koi alamat na rehe baaqi
Naaz nafrat sa tabiyat sabkuchh mita deta hai Azeez kalb subah manzil ka pata deta hai Zameen talak koi alamat na rehe baaqi Mera saaya mere qadmon ko mita deta hai
Zamane Ke Hasino Per
Zamane ke hasino per aitbar na kar Pyar kar magar jashan izhar na kar