Zameen talak koi alamat na rehe baaqi

 

Naaz nafrat sa tabiyat sabkuchh mita deta hai
Azeez kalb subah manzil ka pata deta hai
Zameen talak koi alamat na rehe baaqi
Mera saaya mere qadmon ko mita deta hai