Inteqaam

  Abae talkh ki nisbat mujhe bekraar kiya hai Is hararat me jaam nafsh nisar kiya hai Arzmand bhi tha mai par nazarah kuchh ajeeb hua Ye manzar usne kayam saro bazaar kiya hai Kya pata tha badle ki aag sulag uthegi aaj Usne bade mijaz se ye waar kiya hai Zehan me aabad hai… Continue reading Inteqaam

Hawa jab chhod

  Hawa jab chhod de mujhko meri halat kya hogi Chalein lambi safar ko to koi bhi baat kya hogi Danishta wo bhi gaye hai sahar hote mere ghar se Nikal jaye jo hatho se kabhi bhi sath kya hogi

Haseen Gulab

  Jab maine apne gulab ko haseen sa gulab diya Ye nazara dekh kar chand bhi sharma gaya Bikher di chandani hamari sadakat ke waste Uska noor sa chehra bahut khoob nazar aaya

Gunahgaar hun uska

  Gunahgaar hun uska jispe harkat ubaal rakha hai ukoobat ke bawajood bhi sabka khayaal rakha hai har pahlu ko nazar-andaaz usne kiya faham ke saath wo hai meri biwi jo ghar ko sambhaal rakha hai fitna nahi hai ab bhi bagh-e-chaman me koi jo tha mere tabiyat me sab kuchh nikaal rakha hai aadil… Continue reading Gunahgaar hun uska

Fasana-e isqu

  Wo byan kar gaya ek manzar aligar se Har pal ko trasha or arz kiya apne yar se Kya pata ye sila milta hai dil lagane ka Pyar ki kashti ko utara tha bade pyar se Jakaham jo banta hai wo dikhta nahi jism pe Or abae chashme bhi rukta nahi abesaar se Aksar… Continue reading Fasana-e isqu

Dost

  Tamam tazkirah me azeem tajkirah hai dosk ka, Mano to sabse ohda or nirala safar hai dost ka. Dosti me har sakhsee pahlu ka zikra kar lete hai log, Itemade itna hai ki dil se qadar karte hai dost ka. Kabhi tabit karke lagta hai zamane me kuchh talaf kiya, Milne ke baad utna… Continue reading Dost

Dil nahi milta

  Dil nahi milta saro-baazar mil gaya Is kaum ki kafash me kya karar mil gaya Chaha tha ek lamha khushi ka baa-adab Bad-kismati se dard ka sansar mil gaya Fulon ko dekhta tha uljhe hue kanto se Or bagho ko berukhi ka deewar mil gaya Thaa fasla deewaro ka kuchh hamare darmiyan Isme bhi… Continue reading Dil nahi milta

Dikha de rasta

  Dikha de rasta manzil ka wo asbab mil jaye to kya Chalein us raah me nazafat ka ek khawab mil jaye to kya Fasana yun hua azhar Khila ek khawab bagho me Khushboo bhari mazmaan me ek ghulab mil jaye to kya